Tuesday, May 12, 2009

Aarz Kiya Hai - 2

Just now recollected a nazam, which I wrote some 4-5 yrs back. Thought Just to blog it and would worry about translation and how it was conceived, all but later (Almost time to bed, if I have to be awake to enter the whirlpool (office) tomorrow)

Shaam hui dhaal chala hai aaftaab,
hum bhi ghar jakar apne, aab dhaal jayenge |

door talak hayaat ke koi sarsarahat nahi,
sanson ka jism mai dhasne ka aahsaas bhi nahi |

na deer se khayaal koi pahlu se uth kar gaya ,
hasraton ne karwat badli, na koi armaan he dukha |

ujalon ke gard bhi jhadai nahi paeraahan se aab taak,
murda saaya bhi jism ka mitti se uthaya nahi aab tak |

na kuch yaad aata hai, na hamari he sai-aa-taab rahi,
jaahan bujh chuka hai na aab aag mai aag rahi |

badaan ka aalav bhi dhanda ho chala hai aab uth jayenge,
hum bhi ghar jakar apne, aab dhaal jayenge |


No comments: